Treatment Of Falij
Falij Treatment : Here you will read Falij Treatment (falij ka Ilaj) in Urdu. Unstable blood pressure is risk of Falij. People who otherwise may sometimes blood pressure rises, falij may occur under attack. It is now essential that physicians who treat patients with high blood pressure are behave cautiously. Reduction in blood pressure and normal blood pressure for people who suffer abuse than those who mean the chances of falij are six times more.
Table of Content
Falij Ka Ilaj In Urdu
Falij Ki Alamat In Urdu
Research About Blood Pressure And Falij In Urdu
Treatment Of Falij And Blood Pressure In Urdu
Falij Ka Ilaj In Urdu
Aise afrad jin ka blood pressure khabi khabar bhar jata hai, falij ke hamlay ki zad mein asakaty hai. Iss silsilay mein honay wali Europe ki researchers nay iss baat par zoor dia keh ab yeh zarori hogaya hai keh blood pressure ke mareezon ka ilaj karnay walay doctor is ka khayal rakay ke blood pressure high low ki wajah se mareez ko falij ka attack na ho ho.
Falij Ki Alamat In Urdu
Blood pressure ki kami ya zaidati ka shakar rahnay walay afrad ke mamol ke blood pressure walon ki nisbat falij mein mubtla honay ke imkanaat yahni alamat hai falij ki. Khabi khabar hum blood pressure high low ko imiyat nai dyte hai. Mareez ko ilaj farham karna zarori nai samjaty hai. JAb keh aise afrad ke liyeh falij mein mubtla honay ke khatraat zaida hotay hain.

Doctor Rath Veel aur in ke sathion ne aise do dosray muthloon mein blood pressure ki muktilif dawaon ke asraat ka ghera jaiza liya, jis se andaza hua keh khabi khabar bharn janay walay blood pressure ke liyeh tajweez ki janay wali dawain falij se tahfooz ke liyeh bhetreen sabit hoti hai. In ke mutabiq in dawaion ke zariye se falij ke khatray mein 50% kami askati hai. Wazah rahay keh nasaf se zada baliq umar ke afrad blood pressure se mutasir rahatay hain.
American Heart Association ke mushwaray ke mutabiq yeh bohat zarori hai keh saal mein do char martaba doctor se blood pressure check karwaye tak falij ke attack se bach sakain.

Falij ya blood pressure keh mareez ka ilaj tabdeel karnay ke bajaye apnay doctor se apnay high aur low blood pressure ki tafseel se agah karay takay falij ke attcak se bachay rahaye. High blood pressure walay afrad weekly treatment karwaye. Falij ke khatranak bemari hai. Iss falij ke bemari se bachanay ke liyeh bohat si cheezion ka khayal rakhna lazmi hai.
Consulte your family doctor for your blood pressure and falij treatment.
Thank you!

Comments
Post a Comment
Thank You For Comment