Skip to main content

Dry fruits | Dry Fruits Benefits | Roman Urdu

Dry Fruits Benefits

Dry Fruits Benefits: In this page, we are establishing dry fruits benefits in Urdu. Dry fruits are preserved forms or seeds of juicy fruits and contain all the nutritional value of fruits. Commonly used dry fruits are almonds, apricots, resins, walnuts, cashew nut, pistachio and dried dates. Dry fruits are high calorie foods; they provide sustained energy especially in cold weather that’s why these are mostly used in winter.

These are called brain foods because they contain numerous vitamins and substances called flavenoids essential for brain functions like memory, attention, concentration and intellect. Dry fruits are also good source of fiber; dates are excellent for relieving constipation. Dates also contain iron and prevent iron deficiency; dried dates are also effective for sexual disorders like decreased libido or sexual desire and infertility.

Walnuts are very effective in nerve disorders like muscle weakness, paresthesia or abnormal sensations in body and sleep disorders All dry fruits contain vitamin A which is required for healthy vision. 

Raisins are good to treat constipation, helps to gain weight, reduce sexual weakness and enhance libido.
Cashew nuts are rich in proteins and fiber and contain no cholesterol and are heart friendly nuts.
All nuts contain zinc; a very important mineral for healthy skin, hairs, and reproductive system. Eating handful of dry fruits daily is very good for healthy skin, vision and brain.

Table of Content
Dry Fruits Benefits In Roman Urdu
List Of Dry Fruits In Urdu
Sabzion Kay Muqablay Mein Dry Fruits Bhetar Hai
Badam Ka Doodh
Mosam-e-Sarma Mein Dry Fruits
Badam Dry Fruit

Dry Fruits Benefits In Urdu

Dry Fruits Benefits In Roman Urdu


Protien Kay Eham Maakhiz : Dry fruits mein proteins kafi miqdar pahe jati hai.
Sabzion Kay Muqablay: Sabzion ke muqbaly mein dry fruits mein zada tawanai hoti hai.
Doodh Mein Istemaal: Dry fruits ke doodh ka istemal zada kia jaye
Badam Ka Doodh: Badam ka doodh pinay se joron mein dard nai hota hai.
Mosam-e-Sarma: Mosam-e-sarma mein khoob dry fruits khaye jaye hai.
Badam: Badam saray dry fruits ka badshah hai.

List Of Dry Fruits In Urdu

1. Akhrot
2. Badam
3. Nariyal
4. Moong phalli
5. Kaju
6. Chilghoza
7. Pista
8. Khajur
9. Kishmish
10. Anjeer

 
Waghwra shamil hain. Baaz dry fruits main quwwat buksh ajzau ziada miqdar main hotay hain.
Ek tehqeeq kay mutabiq in main 15 ta 20 feesad protein, 50 ta 20 feesad cholesterol, 9 ta 12 feesad carbohydrate, 3 ta 5 feesad calories or madnyat kwi ek feesad hoti hain. Madni ajza main potassium sehat buksh sodium jawani barqarar rakhnay waly calcium or gandak kay ajza hotay hain.
Ek andazy kay mutabq so gram dry fruits kay isteemal say chy sw harary (calorie) peda hotay hain. Isi miqdar main gandum isteemal kia jae to teen so athara harary hasil hotay hain or so gram khajoron main do so tyrasi harary hotay hain.

Sabzion Kay Muqablay Mein Dry Fruits Bhetar Hai


Sabzion kay muqablay main dry fruits main zaidah roghan hota hai. In main in kay majmoi wazan ka nisf tail peda hota hai, roghan peda karnay ki khasiat kay sabab oi iss main tawanai peda karnay ki salahiat ziada hoti hai. Js qadar protein (lamhi ajza) dry fruits kay andar hotay hain.

Iss qadar sabzi main nahin hotay qudrati tareeqay elaj kay alami mahir doctor calwig ka kona hai ko tamam nibatati khooratk main sab say umda protein maghaz kay andar hoti hai yeh hewaniat kay gwsht say bhi zyada taqat buksh hai. 

Deegar tamam qism kay doodh kay muqablay mein shah blot or akhrot kay maghaz ka doodh panch guna ziada taqt buksh hota hai. Yeh amar hamain hamesha pesh nazar rahay kay dry fruits ka protein mizaj kay etbar say sard hota hai or isay hazam karnay kay leye jism kay andar darker hoti hai.
Iss leey natawan ashkhas jin kay andar dry fruits hazam karnay kay leye salahiat kam hoti hai, wo iss say bhar poor faida nahin utha saktay iss leye boorhay dry fruits ka isteemal etadal say karain to behtar hai. 

Dry fruits ko iss ki tibbi halat main hi isteemal karna chaheye kham maghaz ki bheegi hui chiknai jism kay leye bohot faiday mand hai. Is say dil or iss ki sharyann ko koi nuqsan nahin pohonchta kham maghaz iss leye mehfooz hai kay iss ka androoni chlka sakht hota hai.

Jo jaraseem ko roknay kay leye mosar hota hai, maghaz ko iss ki afadyt or khsusiat kay sath taweel arsay tak mehfooz rakha ja sakta hai, maghaz ko asani say hazam karny ka ek tareeqa yeh hai kay isay khub chaba kar isteemal kia jaye or badam ko isteemal say chand ghantay qabl pani main bhigo dain, ta kay iss tarah wo narm ho kar jald hazam ho jaen. 

Is kay ilawa anhain pees kar khanon pr chirak kar bhi isteemal kia jasakta hai. Is tarah yeh zwd hazam hojaen gay. Wesay bagher pakaey dry fruits ziada mosar hotay hain.
Dhood Mein Istemaal Hotay Hai Dry Fruits
Dry fruits ko agar doodh ya shehad ya deegar mashroobat kay sath astamal kya jaeye to yeh zyada behtar andaz main hazam hojaty hain. Is varah in say ghizaeat to hasil ho jati hai, magar riyah pyda nahin hotay.

Badam Ka Doodh

Badam ka doodh ek umda ghiza hai or behtreen mashroob bhi hai, jis kay andar protein w afr miqdar main hoti hai or jald hazam hoti hai. Khoon ki kami, anton kay amraz aur moti jharay mein is ke fawaid bohut hain. Jigar ki kamzori mein bhi mufeed hai. Moong phalli se nizam-e-hazm ki kamzori aur kharabian rafa hoti hain. Qabz-kusha hai aur gas kharij kerti hai.
Nariyal, gas, nasoor, bawaseer aur a’saabi kamzori mein mufeed hai.
Akhrot gathiya mein mufeed hai. 

Pista khoon ki kami aur a’saabi kharabion ko sahi kert hai, albatta wo log jinhen fasad-e-khoon ki shikayat ho, wo mosam-e-sarma mein dry fruits ke istemaal mein ahtiyat Karen.
Youn bhi her cheez ka istamaal hadd-e-a’tadaal mein munasib hota hai, is liye isse a’tadaal ke sath isteemal kerna chahie.

Mosam-e-Sarma Mein Dry Fruits


Mosam-e-sarma mein sardi se bachao ke liye bhi dry fruits ka isteemal mufeed hai. Mosam-e-garma mein dry fruits ka isteemal bohut kam hota hai, albatta sard mizaj ke log dry fruits ka isteemal ker sakte hain.

Badam Dry Fruit

Badam kay maghz ka safoof bana ker doodh per chhirak ker hamesha isteemal kia jasakta hai. Ye aik umda tonic hai, bilkhasoos aese logon ke lye jo a’saabi kamzori, khoon ki kami aur yad-dasht mutasir hone ya hafizay ki kamzori ki shikayat kerte hain.
Dimaghi kam kerne walon aur talaba ke liye ye aik nihayat umda ghiza-o-dawa hai aur qudrat ki is nemat se bharpoor istafada kerna chahie.

Comments

  1. Dry fruit is useful in winter season.

    ReplyDelete
  2. Great informational article! Your article contains great quality content not often seen. Your views are original and well thought out. You made valid points on this subject on which I concur. Thank you for writing great interesting content. I like your point of view and how engaging your article is written. Thank you......For nore information visit here: masana

    ReplyDelete
  3. Your article has really good reading, thought-provoking information. You make several sound points I find agreeable. I have very much enjoyed this informational content. Your article is a good example of superior writing from a writer that cares. Thanks for sharing this information. calcium ki kami ki alamat

    ReplyDelete
  4. Yes Your Blog is much informative and interesting but I need more data about Roghan E Badam.





    ReplyDelete

Post a Comment

Thank You For Comment

Popular posts from this blog

Masanay Ki Kamzori Ki Alamat | Weakness Of Bladder | Masanay Ki Takleef In Urdu

Weakness Of Bladder - Masanay Ki Kamzori Ki Alamat Weakness Of Bladder: Weakness of bladder (masana ki kamzori ki alamat - masana kya hota hai) commonly known as men problem. Contiously urine is pass. In Urdu, here you will read about weakness of bladder (Masanay ki kamzori ki alamat). Table of Content Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Ka Desi Ilaj In Urdu Masanay Ke Mareez Ka Ilaj In Urdu Masanay Ki Kamzori Ka Desi Ilaj Masana Ki Kamzori Ki Alamat In Urdu Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Mardo mein masanay (bladder) ke masail khasay am hai. Khususan 50 saal ki umar ke bad inhe in masail ka ziyada samna hota hai. Raat mein pishab karne ke liye bar bar uthna parta hai. Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Urdu Masanay Ke Mareez Masanay Ka Ilaj In Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Din mein bhi aksar be tab hokar toilet ki tararf dorna parta hai. Baz okat pishab shuru karen tou diqat mehsos hoti hai aur takh

Gastritis Ulcer | Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu

Gastritis Ulcer Treatment Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer: Here you will read about Gastritis Ulcer treatment of homoepathic (zakham-e-maida) in Roman Urdu. The gastritis ulcer is usually 1 or 14-inch rear wall of the stomach wound, and a wound on the wall next to the stomach rarely occur. Which are very dangerous.  They can often cause injury to the intestine. The new wound is small, and its rim is clean cut feel so sore that has been cut with a knife. Wound surface is clean and smooth. But if an old wound that wound grows bigger and the other is good. This wound is very deep and never grows so deep that it is the hole in the wall of the stomach. Table of Content Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu Issi marz mein amuman maiday ki pechalie dewar par ek do ya char anch ke zakam hota hain aur sahzonader maiday ki agle de

Canola Oil | Benefits | Cooking Oil | In Urdu

Canola Cooking Oil Canola Cooking Oil Benefits: Here we will discussed canola oil benefits and usage in life in Urdu. Cooking oil is used in our kitchens to fry or cook food. As far as its advantages are concerned it adds taste and flavor to dishes. It contains fats which are used by body to release energy which is needed for our daily work.  Its use is also very important in cold climates because fats contained in oil readily provide heat by burning calories and protects from cold.  Vegetable oil like olive oil, corn oil and sunflower oil are healthy because they contain polyunsaturated fatty acids which do not accumulate in body and do not cause high cholesterol levels in blood. But oil obtained from animal sources is very harmful; it is produced by melting of animal fat at high temperatures.  It cause the formation of clots in blood vessels and clog them and cause thickening of their walls and stop blood supply of organs resulting in high blood pressure, heart attacks and neu