Skip to main content

Canola Oil | Benefits | Cooking Oil | In Urdu

Canola Cooking Oil

Canola Cooking Oil Benefits: Here we will discussed canola oil benefits and usage in life in Urdu. Cooking oil is used in our kitchens to fry or cook food. As far as its advantages are concerned it adds taste and flavor to dishes. It contains fats which are used by body to release energy which is needed for our daily work. 

Its use is also very important in cold climates because fats contained in oil readily provide heat by burning calories and protects from cold. 

Vegetable oil like olive oil, corn oil and sunflower oil are healthy because they contain polyunsaturated fatty acids which do not accumulate in body and do not cause high cholesterol levels in blood. But oil obtained from animal sources is very harmful; it is produced by melting of animal fat at high temperatures. 

It cause the formation of clots in blood vessels and clog them and cause thickening of their walls and stop blood supply of organs resulting in high blood pressure, heart attacks and neurovascular accidents like strokes. Oil derived from animal sources contains high amounts of saturated fats which cause high cholesterol levels and obesity. 

Cooking oil if used once should not be used again for cooking the food because heating it repeatedly makes it harmful for health. Also it is advisable that quantity of oil used for cooking or frying should be minimal even in case of vegetable oil. Cooking oil should be used in moderate amounts with regular exercise to attain its benefits.

Basically canola is seed which is crushed and it contain into oil. Here we will discussed canola oil benefits and usage in life in Urdu.

Table of Content
Canola Cooking Oil In Urdu
Research About Omega-3 In Oil


Canola Cooking Oil Benefits In Urdu
Canola Cooking Oil In Urdu

Canola oil amraaz kay khilaf tahfus farhama karat hai. khana pukanay aur baking mein Canola oil kay mustiqil istemaal sey ghiza mein A.L.A mein izafa hota hai. jis sey dil kay doroon aur falij kay hamlayoon sey tahafuz hota hai.

Omega Oil 3 ya 3 –n fiti acid poly Unsaturated faiti acid ka aik khandan hai. Omaga teen khandan ko peyda karnay wala murakkab alfa lia nolenic acid (Alpha Linolenic acid ) (ALA) hai. ALA inshanoo ki ghiza mein zarori hasiyat ka hamil hai. Khun kay humara jisim khud iss ki taskeel nahi karsakta ALA Canola (canola)ki charbi aur tail mein gahoon kay beaig mein aur baaz giri meon maslan akhrot, pecon, aur pine nut mein aur surkh aur siya manaqoon ki beagon mein paya jata hai. ALA canola mein taqreeban 11% feisty acid ko taskeel karta hai.

Canola oil ka sumar America kay logon mein ALA kay majmuye istamal bohat barda hissa hai khun kay issay salad aur khurduni tailoon naaz marjareen mein wasi paimano par isstamal kia jata hai.
ALA ko do long chain walay aham omega 3 fatty acid mein tabdeel kia jasakta hai.ye hain (EPA) Eicosapentaenoic Dososahexaenoic acid (DHA). Ye long chain walay omega. 3fatty acid aurtoon kay dood mein aur charbi wali machliyun jasay mackerel, salmon, hearing, trout, sardine aur bluefin tana mein paye jatay hain.

Health Canada nami tanzeem ki sifarish kay mutabiq omega 3 fatty acid ka rozana istamal tawania kay majmoya istamal kay 0.5% kay barabar hona chahiye. America mein bhi omega 3 fatty acid kay istamal ki kissi meqdar ki shifariss nahi ki gaye hai.khana pakanay aur baking mein Canola oil istamal say ghiza mein ALA mein azafa hota hai aur dil kay hamloon aur falig kay hamlon say tahafuz hasil hota hai. Jo kay aaj sumali America mein maut ka sabab sub say barda sabab hain.

Research About Omega-3 In Oil

Omag 3 jism kay khaliun ki jhili mein dakhil hojati hai. Aur jhiliyon ko ziada naram aur lachak dar banata hai.wo khun kay garay pun mein kami karta hai aur dil ki darkan ko mutawazan rakhnay mein madad deta hai. In karwayun ki waja say siryanun mein nazam qalb ki sahat ko barqaraar rakhnay mein madad milti hai aur iss tarah muhliq dil kay hamklun aur falig kay hamlun kay khatray mein kami waqay hoti hai.

1970 kay asaray kay awail mein kiye janay walay mutalat (studies) say ye zahir hota kay sumali America mein rehnay walay Invit loge jo aisi rawaiti ghizain istamal kartay thay jin mein machli (fish) aur machli kay tail ka hissa hota tha, iss umar aur iss jism say taluk rakhnay walay Denmark kay logon kay mukablay mein total cloistral aur NDL cloistral ki kam sathoon kay hamil thay LDL cloistral barda cloistral hai.

1970 kay asaray kay baad say mukammal kia janay walay darjano mutalat (studies) say iss amar ki tauseeq hoti hai. Kay allaska kay muqami basindon aur japani macharun jasay loge j okay behri janwarun aur charbi wali machli ka mustaqil isstamal kartay hain amraz e qalb ka kum shikar hotay hain iss baat ki sahadatain bhi mili hain kay ziada tar podon mein paya janay wala ALA bhi amraz e qalb hai.

ALA kay anokhay asar kay baray mein itlah danay walay awaleen mutalon mein say aik mutala Multiple Risk Factor Intervention Trial (MRFIT) abtadaye prevention trial jiss mein 35 say 37 saal tak ki umar kay ausay 12 hazar say ziada afrad amraz e qalb ka sikar thay.aur amraz e qalb mein mubtala honay kay shaded khatray say dochar thay amraz qalb say honay wali anwat mein kam tareen thi jo ALA ka sab say ziada istamal kartay thay. Iss qism ki natayej 43,757 admiun kay silsilay mein italah digaye jinhoon nay Health professionals follow upstudy mein hissa lia tha. Aur 80,000 say ziada aurtoon nay auton kay silsilay mein itala dig aye thein jinhoon nay Nursing Health Study mein hissa lia tha.

Surka ko iss tarah taqseem kia gaya tha kay kuch ko aik control group mein rakha gaya tha jiss kay arakeen aisay ghiza khatay thay jiss mein ALA mein ziada hoti thi.jo ziada tar Canola kay oil wali aik marjin say hasil hoti thi.aur in logon mein ALA ka istamal 68% say ziada tha.

Control group kay mukablay mein jiss kay arakeen kam ALA wali ghiyain istamal kartay thain Intervention group mein khun kay cloistral ki aur triplication groupki sateh kam hoti hai.aur LHD ko cloistral ki sateh buland tareen thi. LHD cloistral acha cloistral hai. Fil haqiqat ALA say bhara ghiza kay istamal kay bayes amraz e qalb aur in say honay walay amwat mein kami waqay hoye. Mutalay (study) kay natayej say fori taur par faida utha sakain.

Lyon Diet Health Study ki tehqiqi karkun nay hafazati asar pehlay heart attack kay baad 4 saal tak barqarar rehta hai. Mukhtasar ye kay Lyon Health Study say ye zahir hota hai kay ghiza ki aik mamuli shi tabdili yani Canola oil walay marjin ka mustaqil bunyadon par dil kay achanak daron ki rok tham ka muasar zaria bansakta hai.

MRFIT trail mein hissa lanay walay darmiyana umar kay admiun nay falig kay hamlay kay khatray aur khalyon ko jhiliyun mein ALA kay artakaz kay darmiyan aik makoos taluk ko zahir kia hai yani ye kay admi mein jin kay khaliyun ki jhiliyun mein ALAkay buland satah mojod thi jo iss baat ki akashi karti thi kay inki ghiza mein ziada ALA shamil hai. Falig kay kam khatray say do char thay khas tor say tambaqu noshi aur high blood presser jasay awamil ko bhi pesh nazar rakhnay kay baad tehqiqi karkuno nay ye nateja akhz kia hai kay ALA falig kay khatray ki pesh goye karnay wala aak aazaad awamil hai.jiss tarah high blood presser dil kay hamlay kay khatray ki pesion goye karnay wala aik azaad aamil hai.

Comments

Post a Comment

Thank You For Comment

Popular posts from this blog

Masanay Ki Kamzori Ki Alamat | Weakness Of Bladder | Masanay Ki Takleef In Urdu

Weakness Of Bladder - Masanay Ki Kamzori Ki Alamat Weakness Of Bladder: Weakness of bladder (masana ki kamzori ki alamat - masana kya hota hai) commonly known as men problem. Contiously urine is pass. In Urdu, here you will read about weakness of bladder (Masanay ki kamzori ki alamat). Table of Content Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Ka Desi Ilaj In Urdu Masanay Ke Mareez Ka Ilaj In Urdu Masanay Ki Kamzori Ka Desi Ilaj Masana Ki Kamzori Ki Alamat In Urdu Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Mardo mein masanay (bladder) ke masail khasay am hai. Khususan 50 saal ki umar ke bad inhe in masail ka ziyada samna hota hai. Raat mein pishab karne ke liye bar bar uthna parta hai. Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Urdu Masanay Ke Mareez Masanay Ka Ilaj In Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Din mein bhi aksar be tab hokar toilet ki tararf dorna parta hai. Baz okat pishab shuru karen tou diqat mehsos hoti hai aur takh

Gastritis Ulcer | Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu

Gastritis Ulcer Treatment Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer: Here you will read about Gastritis Ulcer treatment of homoepathic (zakham-e-maida) in Roman Urdu. The gastritis ulcer is usually 1 or 14-inch rear wall of the stomach wound, and a wound on the wall next to the stomach rarely occur. Which are very dangerous.  They can often cause injury to the intestine. The new wound is small, and its rim is clean cut feel so sore that has been cut with a knife. Wound surface is clean and smooth. But if an old wound that wound grows bigger and the other is good. This wound is very deep and never grows so deep that it is the hole in the wall of the stomach. Table of Content Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu Issi marz mein amuman maiday ki pechalie dewar par ek do ya char anch ke zakam hota hain aur sahzonader maiday ki agle de