Orange Benefits
Orange Benefits : Here you will read about Orange Benefits In Roman Urdu. Orange is a refreshing break. Gives strength to the heart and wafers.
Table of Content
Orange Benefits In Roman urdu
Orange Benefits (Sangtra Ke Fawaid)
Sangtra farhat bashk hai. Dil aur maiday ko taqat deta hai. Garmi ko mitata hai. bay cheni ko aur matli ko khatam karta hai. Seenay ko saaf karta hai. Taqat-e-baksh hai. Khoon ke josh ko thanda karta hai. Kiyun k is main vitamin bohat ziada hai halwa wagera bhari ghiza ke bad sangtra ka istemal hazmay main madad karta hai.
Tarshi khansi k liye museer hai lakin sangtra ki tarshi khansi k liye ehtiyat se khanay ki zaroorat hai. Umda aur sab se acha tareeqa yeh hai. K khansi k doraan main paka howa sangtray k ras main mesri daal kar peeya karain. khansi doore ho jayegi. Agar aap mahsoos kartay hain ke bhook bohat kam lagti hai. Khana peena jaldi hazam nahi hota. Khana khanay k baad fitri lizzat se mahroom rehtay hain to is sangtray se kaam lay kar apni bhook durst karain.