Skip to main content

Nausea And Vomiting | Homeopathic Treatment | Matli And Qae Ka Ilaj In Urdu

Nausea And Vomiting

Homeopathic Treatment Of Nausea And Vomiting: Here you will read about nausea and vomiting (Matli aur Qae Ka Ilaj) treatment of homoepathic in Roman Urdu. Nausea or vomiting disease in itself but a symptom of some diseases that happened. Such as the stomach or intestines or liver, kidney, brain, spinal cord and cervical disorders of women on the basis of the disease is in reverence.

Table of Content
Nausea And Vomiting Ka Ilaj In Urdu
Homoeopathic Treatment Of Nausea And Vomiting In Urdu


Nausea And Vomiting Homeopathic Treatment In Urdu

Nausea And Vomiting Ka Ilaj In Urdu

Je malish karna qea ana bazat kud koi marz nahie balkie ya marz amraza ki ek almat howa karti hai. Jasa ke maiday ya antoo ya jegar gurda demag harem magaz aur kahtoon ke rahum ke aruza ki bena par ya marz ho jaya karta hai.

Symptoms Of Nausea And Vomiting
1. Amuman kahna ke bad kabi kabi khlie pait bhi matli ki shekyat rahti hai.
2. Maiday ki waja sa matli aur qea ki shekyat mein zaban ki rangat safad mil ho jati hai.
3. Marez ghizaon sa nafrat se mahsos kata hai.khusboo wagar sa bhi isa matli mahsos hona lagti hai.

Causes Of Nausea And Vomiting
1. Maiday mein karish ya zuzish tasjand ka hona maiday ka dab jan ya apni jaga sa hat jana na munasab aghiza kahnea sa qea ke asbab howa karta hain.
2. Amuman kahtoon mein kas kar ya cheeza ke nazar ana ya khoshbo ya badboo sa bhi matlia ki shekyat hona lagtie hai.
3. Nahiyat sahdeed qism ke dard guda dard jegar apandiks raham ke aruza ayam hamalie mein demagie amraz ki waja sa bhi matlea qea ki shekyat hona lagti hai.
4. Rail ya jahza ki taz raftar sa bhi demagie chakra kar qea ana lagti hai.
5. Sharab tambakoo noshie afeam suganea sa bhi matli ki shekayt hoti hai.

Precaution Of Nausea And Vomiting

 Maiday ki qea aur demagie qea mein taskish karna nihyat zarore hai maiday ki qea mein pehla je matlata hai aur qea ati hain.aur qea ke bad kase qader kamzorie mahsos hoti hai. magar demagie qea mein qea ana sa pehla je nahie matlata balke aksar khali maiday suke abkaya aya karti hain aur qea ke bad kamzore bhi nahie hoti aur afaqa bhi nahi hota.
1. Asal sabab ki taskish kar ke issi ka sadbab karna cheiya.
2. Jab sahdeat sa qea ati ho to marez ko aram sa bestar par lata rahna dea.aur koi cheeza kahnea aur pena na dea.agar mu khoushk ho to pani sa kulea aur garara karsakta hain.
3. Jab maiday mein kase kahrasha dar ghiza ki waja sa qea ati ho to aksar soda water pelane sa faida howa karta hai.
4. Aksar halato mein baraff ke tukare chusana sa gudehe par barff ke tukarea milna sa bhot faida howa karta hai.
Laboratory Tests
 Jab asal sabab marz ka taena ho jea to issi ke hissab sa tests karya jasakta hai.

Homoeopathic Treatment Of Nausea And Vomiting In Urdu

Aethusa 30

 Dood hazam na ho pena ke bad qea kar dea dhie jase qea ho qea ke foran bad bhok lage kahnea kahna ke ek ghanta bad qea ho jea safad jhage dar mawad ki zabardast  qea kahna dahkta he matlia shoro ho jea.maiday mein taklef da kencho qea ke sath zabardast kamzorie maiday mein sahdeed dard jo kahrak ki nali ke mu tak pounchta .
Amygdalus Pes Q
 Hea qisam ki qea matli aur qea mutarfa hoti rah zaban lambie nukdar nuk aur kenarea lal ho koi cheeza hazam na ho sugnahe aur chaknea ki qwat katam ho jati hai.
Antim Crude 30
 Kalaja mein jaln ke sath matli qea bacho maa ka dood pena ki bad phata howa dood phenk dea dakrea ke sath kahnea pena ki cheeza ka ziaqa hota hai.
Antimonium Tart 6x
 Dhea karwat latnea ke sewa her  halat mein qea aye.matlia abkea aur qea ba had kamzore thanda pani ki peyaz bar bar magar thora pani pena sahba phal aur dosera tarish cheezo kahnea ki kohish matli jo kufa paida kare.
Apocynum Can 6x
 matli aur gunodge zabardast qea kuch kahya peya foran qea ho jea nihdhal pait ke baliea hisa aur sena mein ghutan maiday mein kamzori ka ashas.
Apomorphya 30
 Issi dawa ka istamal wahe hoga jaha qea rahnuma karta ho qea sa qable matlia suste aur pasena bakasrat ata hai.mu mein ral aur kaf ki meqdar bar jati hai. Sar chkar matli qea ki zabardast khoisha.
Bryonia 200-30
 Besatar sa uthna par matli aur bahoshie zaiqa ki his katam ho jati hai pani zaida meqdar mein peya jea ghiza kahta he qea kardea garm pani dood ya chai sa taqlef barta aur qea ho jea.
Ipecac 30
 Musalsal matli aur qea ka ana issi dawa ki nihyat aham almat hai.mu mein ral ki kasrat hoti hai zaban saaf hoti hai jo bhi kahya peya qea kar dea maiday mein ashas ka dhela ho gaya hai. Latak par gae.
Colchicum 30
 Kahnea ki kusboo sa matli mahsos hona lagti hai.mu khoska hota hai zaban mein jaln hoti hai maiday mein dard aphra ral ki kasrat safra kahya peya ki qea her qisam ki herkat sa azfa ho jata hai.
Pulsatilla 30
 Jo kuch kahya peya jae issi ka zaiqa dar tak mu mein rahta hai dakrea ati hain. Peyaz nahi lagti muragan ghiza kahnea ke bad matlia qea subha mein ral ki zeyati aur mu ka zaiqa karab hota hai.
Veratrum Alb 30
 Thanda pani ki peyaz magar jo nahie maiday mein pouchta hai qea ho jati hai qea mein mawad ba kasrat niklta hai.pani pena sa aur herkat karna sa taqlef barhte hai.qea karna ke bad anthiya kamzorie hoti hai.qea ki purani shekyat ke lie mufaid hai.
Veratrum Vir 30
 matlia qea jo kuch kahtea petae hai foran qea ho jati hai.sakware ya ghutan ke sath dard jo garma pani sa barta hai.maiday aur kohrak ki nali mein jaln hoti hai.mu mein ral ki kasrat zaban safad ya zard darmiya mein suraka lakre hoti hai.

Popular posts from this blog

Masanay Ki Kamzori Ki Alamat | Weakness Of Bladder | Masanay Ki Takleef In Urdu

Weakness Of Bladder - Masanay Ki Kamzori Ki Alamat Weakness Of Bladder: Weakness of bladder (masana ki kamzori ki alamat - masana kya hota hai) commonly known as men problem. Contiously urine is pass. In Urdu, here you will read about weakness of bladder (Masanay ki kamzori ki alamat). Table of Content Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Ka Desi Ilaj In Urdu Masanay Ke Mareez Ka Ilaj In Urdu Masanay Ki Kamzori Ka Desi Ilaj Masana Ki Kamzori Ki Alamat In Urdu Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Mardo mein masanay (bladder) ke masail khasay am hai. Khususan 50 saal ki umar ke bad inhe in masail ka ziyada samna hota hai. Raat mein pishab karne ke liye bar bar uthna parta hai. Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Urdu Masanay Ke Mareez Masanay Ka Ilaj In Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Din mein bhi aksar be tab hokar toilet ki tararf dorna parta hai. Baz okat pishab shuru karen tou diqat mehsos hoti hai aur takh

Gastritis Ulcer | Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu

Gastritis Ulcer Treatment Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer: Here you will read about Gastritis Ulcer treatment of homoepathic (zakham-e-maida) in Roman Urdu. The gastritis ulcer is usually 1 or 14-inch rear wall of the stomach wound, and a wound on the wall next to the stomach rarely occur. Which are very dangerous.  They can often cause injury to the intestine. The new wound is small, and its rim is clean cut feel so sore that has been cut with a knife. Wound surface is clean and smooth. But if an old wound that wound grows bigger and the other is good. This wound is very deep and never grows so deep that it is the hole in the wall of the stomach. Table of Content Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu Issi marz mein amuman maiday ki pechalie dewar par ek do ya char anch ke zakam hota hain aur sahzonader maiday ki agle de

Canola Oil | Benefits | Cooking Oil | In Urdu

Canola Cooking Oil Canola Cooking Oil Benefits: Here we will discussed canola oil benefits and usage in life in Urdu. Cooking oil is used in our kitchens to fry or cook food. As far as its advantages are concerned it adds taste and flavor to dishes. It contains fats which are used by body to release energy which is needed for our daily work.  Its use is also very important in cold climates because fats contained in oil readily provide heat by burning calories and protects from cold.  Vegetable oil like olive oil, corn oil and sunflower oil are healthy because they contain polyunsaturated fatty acids which do not accumulate in body and do not cause high cholesterol levels in blood. But oil obtained from animal sources is very harmful; it is produced by melting of animal fat at high temperatures.  It cause the formation of clots in blood vessels and clog them and cause thickening of their walls and stop blood supply of organs resulting in high blood pressure, heart attacks and neu