Skip to main content

Gastritis Ulcer | Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu

Gastritis Ulcer Treatment

Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer: Here you will read about Gastritis Ulcer treatment of homoepathic (zakham-e-maida) in Roman Urdu. The gastritis ulcer is usually 1 or 14-inch rear wall of the stomach wound, and a wound on the wall next to the stomach rarely occur. Which are very dangerous. 

They can often cause injury to the intestine. The new wound is small, and its rim is clean cut feel so sore that has been cut with a knife. Wound surface is clean and smooth. But if an old wound that wound grows bigger and the other is good. This wound is very deep and never grows so deep that it is the hole in the wall of the stomach.

Table of Content

Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu
Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu

Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu

Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu


Issi marz mein amuman maiday ki pechalie dewar par ek do ya char anch ke zakam hota hain aur sahzonader maiday ki agle dewar par asea zakam hota hain.jo bhot katarnak hota hain aur aksar bara angastea antoo mein zakam paida kar data hain. Sahdeed ya naya zakam chota sa hota hai issi ka kenara saaf kat howa hota hai asea mahsos hota hai ke chqu sa kat kar zakam banya gaya hai. Zakam ki satha saaf aur humwar hoti hai lakin purana zakam bara hota hai issi ka kenara mota aur ba qeda hota hai jis ka sabab ya hota hai ka ek tarf to zakam bahta jata hai dusere tarf sa acha hota jata hai. Ye zakam barhta barhta bhot ghera ho jata hai aur kabi issi qader gharea hota hai ka maiday ki dewar mein surage ho jata hai.

Symptoms Of Gastritis Ulcer In Urdu 
1. Issi marz mein purani bad hazmie kamwa pesh howa karti hai.
2. Abtada marz mein fame maiday ya korea ke muqam par ya issi ke balmuqabli peshte par boj ya jakarna mahsos hota hai phir rafat raft dehma dard hona lagta hai jo taqreban her waqt rahta hai.
3. Maiday ko agar dabaya jea to ya dard barh jata hai.
4. Kahnae khnea ke bad issi dard mein zeyatie ho jati hai jo kabi issi shedaeed ka hota hai ka mare dard ke marz ba chani ho jata hai aur balaker ghiza ko qea kar data hai. Jis mein ghera munhazam ghiza aur kabkhoon mila hota hai.
5. Kabi kabi kase bare shareyan maiday ke phat jani sa khlisa khooni qea karti hai jis sa marez nidahle ho jata hai.
6. Issi marz mein qabz amumar rahta hai.
7. Ghiza ke hazam na hona ke sabab marez din ba din kamzor aur lagar hota jata hai.

Causes Of Gastritis Ulcer In Urdu 
1. Ye marz mardo ki nisbat kahtoon mein zaida howa karta hai amuman 20 sa35 baras ki umar mein zaida hota hai.
2. ase kahtoon jan ki mahware ayam band hota hain asei kahtoon jan ko mamulie hiza ata hain. Issi marz mein zaida mubtela hoti hain.
3. Maiday mein zakam ke bare mein zaida kahyal ya kya jata hai ka maiday ki kase shreyan mein sada para kar wo zakami ho jati hai ya galzat maiday mein muqamie taskish ho kar maiday ki andoroni satha ka ek chota sa hisa ba his ho jata hai aur phir rutabat maiday ya jarasim ke asar sa wah zakam ho jata hai.
4. Purana waram maiday aur purani bad hazmie bhi issi ka ek sabab howa karti hai.
5. Aise kam karna jis sa galzat shekam par zor parat hai baeaz marz howa karta hai.
Precaution Of Gastritis Ulcer In Urdu 
1. Maiday ko qatea aram dana zarore hai.chand roz tak marez ko kase qisam ki ghizae dea.
2. Rafa tasnage aur ba chani ke lie ghont ghont panie data rahe.
3. Jab marz mein takafaf shore hojae to dood mein thore barff mila kar thora thora data rahie.
4. Phir chanda roz bad ashejo sagodana thanda kar ke dana shuro kare.
5. Rafa jahreyan kahoon ya dard maiday ke lie maiday par barff rahkiea.
 
Laboratoray Tests Of Gastritis Ulcer In Urdu
Mandarja zal tests issi maraz ke lie karya jasakta hain.
RX
  G.I.SERIES.
Issi test ke zarya maiday mein mojoda ghara alsar ka pata chal sakta hai lakin kea bar ya malum nahie ho pata ka ya sempal ulser hai ya cencer hai jis ke liya endoscopy ki zarorat hoti hai.

Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu
 Argen.Nit
 Ya dawa maiday ke zakam ke lie mufaid taren hai.zakam maiday jis sa chare taraf dard pehla. Maiday mein kapkape aur tapkan ho.paneer aur namak kahne ki zabardast kohish dakrea lane ki na kam koshish. Maiday mein waram bhi sath hota hai. Matlie qea dakrea pait mein dard jase waha zakam ho gaya ho.ya koi dantoo sa kat raha ho.
Beptisia 30
Serfa panie ya dood jase asiya he nigal jasakti.kohrak ki nalie mein tahsjet aur maiday mein zakam bokar bhi maiday ki karab sa ata hai.bhok na lage. Aise mahsos ho ka maiday mein koi cheeza rahki hai. Lagtar pani pena ki kohish.
Condurango 30
 Maiday ke zakam ke lie issi dawa na bhot shorat hasil ki hai.maiday mein taklefa ke sath dard hota hai.laboratory test sa bhi pata lagta hai ka maiday mein zakam hai maiday mein sakte jaln ke sath musalsal dard kohrak ki nali ka tashneja issi ke sath sena mein jaln aur dard ya ashas ka kahya peya wahi rakh hai. Bhie kokea mein saktie aur jaln musalsal dard qea.
 
Geranium Mac.Q
 Maiday mein zakam banea ka andasha ho to ya dawa soda mand sabate hoti hai aur zahkam hona ki surat mein marez ki qea mein kamie lati hai.
 
Hydrastis 6x.30
 Maiday ke zahkam ke lie mufaid taren dawaon meinsa hai cheia wo cencer ki janab he kuena rawa ho. Hazma kamzaor ho jata hai. Musalsal taklef ka ashas hota hai. Zaiqa thalq jis ke sath maiday mein dard ho. Aise mahsos ho ke koi sakth no kile cheez wah rahki hai. Pait ke baliea hisa mein tapkan. Roti sabze na kahsake. Kamzore ke baz zahife maiday.
 

Kali Bichrom 30
Add caption

 Maiday bahr jea suzish maiday ho ya maiday mein zahkam bhtren dawa hai.jis mein kahnea kahte he pait bhre ho jae.asha mahsos hota hai ka hazma ka fal band hogaya hai. Panie sa nafrat ho jati hai.Kahne sa maiday ki almat kam ho jati hain. Ghoust sa nafrat hota hai.
 
Orinthogalum 3x

 Maiday mein taklef ka ashas jo maiday ke nechla chade sa utha hai.howa maiday ke ek sera sa dusare sera tak harkat karti hai.zakam maiday ke sath akraj khoon. Gandi hawa ho kar dakrea bar bar ati hain. Aphra hota hai.jab ghiza maiday ke nechal chade sa guzarti hai to dard ho jata hai.pait ke baliea hisa mein zabardast kamzore ka ashas. Zaban ghandie hoti hai qewa ke safuf jasa mawad ki qea.

Uranium Nit 6x
 Peyaz ki zeyatie hoti hai.Matlie qea ki rukabat ke sath bhot lalcha kar kahnata hai jase bhoka mar rah ta. Kahna kahtea he pait mein dard hota hai. Maiday zaheran chade mein dard hota hai. Maiday aur bara ingasteya antea mein dard hota hai. Maiday mein zahkam jaln ke sath dard hota hai aphara. In adwateyt ke alwa cencer maiday mein beyan ki gea adwayat ka bhi bagor mutala kejeya.

Popular posts from this blog

Masanay Ki Kamzori Ki Alamat | Weakness Of Bladder | Masanay Ki Takleef In Urdu

Weakness Of Bladder - Masanay Ki Kamzori Ki Alamat Weakness Of Bladder: Weakness of bladder (masana ki kamzori ki alamat - masana kya hota hai) commonly known as men problem. Contiously urine is pass. In Urdu, here you will read about weakness of bladder (Masanay ki kamzori ki alamat). Table of Content Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Ka Desi Ilaj In Urdu Masanay Ke Mareez Ka Ilaj In Urdu Masanay Ki Kamzori Ka Desi Ilaj Masana Ki Kamzori Ki Alamat In Urdu Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Mardo mein masanay (bladder) ke masail khasay am hai. Khususan 50 saal ki umar ke bad inhe in masail ka ziyada samna hota hai. Raat mein pishab karne ke liye bar bar uthna parta hai. Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Urdu Masanay Ke Mareez Masanay Ka Ilaj In Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Din mein bhi aksar be tab hokar toilet ki tararf dorna parta hai. Baz okat pishab shuru karen tou diqat mehsos hoti hai aur takh...

Canola Oil | Benefits | Cooking Oil | In Urdu

Canola Cooking Oil Canola Cooking Oil Benefits: Here we will discussed canola oil benefits and usage in life in Urdu. Cooking oil is used in our kitchens to fry or cook food. As far as its advantages are concerned it adds taste and flavor to dishes. It contains fats which are used by body to release energy which is needed for our daily work.  Its use is also very important in cold climates because fats contained in oil readily provide heat by burning calories and protects from cold.  Vegetable oil like olive oil, corn oil and sunflower oil are healthy because they contain polyunsaturated fatty acids which do not accumulate in body and do not cause high cholesterol levels in blood. But oil obtained from animal sources is very harmful; it is produced by melting of animal fat at high temperatures.  It cause the formation of clots in blood vessels and clog them and cause thickening of their walls and stop blood supply of organs resulting in high blood pressure, heart a...