Skip to main content

Diet Plan Tips | Weight Loss | In Urdu

Weight Loss Diet Plan

Diet Plan For Weight Loss Tips: In this page, we are establishing foods tips for your good health in roman Urdu. Diet is very important for our good health. Eat lobia every day. It gives proteins and digest fast. Spinach is the significant vegetable. Fruits are rich in energy producing hamburgers and good for morning diet plan. Porridge is high in fiber, so it is absorbed best. Banana creates more energy. 

Table of Content
Beans Are Good For Diet Plan In Urdu
Spinach Is the Perfect Vegetable For Diet In Urdu
Strawberry Fruit Is Better For Diet
Porridge Is Best For Diet In Urdu
Banana For Diet Plan Is Much Better For Other Fruits In Urdu

Diet Plan For Weight Loss Tips In Urdu

Beans Are Good For Diet Plan In Urdu


Beans - Lobia For Diet
Lobia ki kaee qismain hain pakistan mein lal Lobia safaid Lobia mustamil hain. In kay alawah chanon ko bhi inhi mein shukar kijiye. Chanay ki chat waisay bhi aam tor par dastiyab hoti hai. baz jagha murgh cholay bhi miltay hain. Jin logon mein folad ki mamooli si kami ho in kay liye Lobia aur hanon ki chat achi hai, khususan in logon kay liye jo ziyadah gosht istemal nahin kartay. Folad aur oxygen jin ka bara gehra sath hai. is liye yah cheezain fori taqviyat ka bais hoti hain. Folad ki muqarrarah miqdar mardon kay liye das mili gram aur khawatin kay liye pandrah mili gram rozana hai.

Spinach Is the Perfect Vegetable For Diet In Urdu

Spinach - Palak For Diet
Hari sabziyon mein palak aik aham sabzi hai. khas tor par is mein magnashium paee jati hai. amooman khawatin aisi ghizain khati hain jin mein magnashium kam hoti hai, is liya who thaki thaki rehti hain. Magnashium ki muqarrarah khurak, 280 mili gram rozana hai. uzlat magnazium ki madad say nishaston ko tawanaee mein muntaqil kartay hain. Yad rahay kay madani namkiyat kay zamimay ziyadah miqdar mein nuqsan dah sabit hotay hain. Who sabziyan aur phal khanay chahiyan jin mein madani namak hotay hain.

Strawberry Fruit Is Better For Diet

Phal tawanee paida karnay walay nishaston say mala mal hotay hain. Strawberry alawah azin hayatin J ki wafar miqdar bhi rakhti hai. hayatin jim folad ko hazam karnay mein madad daiti hai. hayatin jim ki muqarrarah miqdar 20 mili gram rozana hai. so gram stawberi mein 5 8 mili gram hayatin paee jati hai.

Porridge Is Best For Diet In Urdu

Porridge - Daliya For Diet
Daliye mein raisha ziyadah hota hai. Raisha hazam ki raftar ki raftar kam karta hai. is ka faida yeh hai kay aap kay badan mein nishastay dhiray dhiray hazam hotay hain aur ziyadah dair tak khoon mein rehtay hain jis say tawanaee kam nahin hoti cake jald hazam hota hai aur tawanaee jald khatam hojati hai. is kay muqablay mein daliye ki aik plate tad air aap ki tawanaee ko barqarar rehti hai.

Banana For Diet Plan Is Much Better For Other Fruits In Urdu

Banana taqat dainiwalai ghiza hai. Is ki aik wajah yeh hai kay kailon mein pani janewali shaker ba asani hazam hoti hai.Aalawah azin kailon mein potashium khasa paya jata hai jouzlat aur asab ko sehat mand rakhta hai.
Baz madani namak badan mein ziyadah dair tak zakhira h hojatay hain lakin potashium ziyadah dair nahin rehta sakht warzish mein pasinay ki wajah say yeh kam hojata hai. agar potashium kam ho to uzlat dard kartay hain.

Comments

Popular posts from this blog

Masanay Ki Kamzori Ki Alamat | Weakness Of Bladder | Masanay Ki Takleef In Urdu

Weakness Of Bladder - Masanay Ki Kamzori Ki Alamat Weakness Of Bladder: Weakness of bladder (masana ki kamzori ki alamat - masana kya hota hai) commonly known as men problem. Contiously urine is pass. In Urdu, here you will read about weakness of bladder (Masanay ki kamzori ki alamat). Table of Content Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Ka Desi Ilaj In Urdu Masanay Ke Mareez Ka Ilaj In Urdu Masanay Ki Kamzori Ka Desi Ilaj Masana Ki Kamzori Ki Alamat In Urdu Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Mardo mein masanay (bladder) ke masail khasay am hai. Khususan 50 saal ki umar ke bad inhe in masail ka ziyada samna hota hai. Raat mein pishab karne ke liye bar bar uthna parta hai. Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Urdu Masanay Ke Mareez Masanay Ka Ilaj In Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Din mein bhi aksar be tab hokar toilet ki tararf dorna parta hai. Baz okat pishab shuru karen tou diqat mehsos hoti hai aur takh

Gastritis Ulcer | Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu

Gastritis Ulcer Treatment Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer: Here you will read about Gastritis Ulcer treatment of homoepathic (zakham-e-maida) in Roman Urdu. The gastritis ulcer is usually 1 or 14-inch rear wall of the stomach wound, and a wound on the wall next to the stomach rarely occur. Which are very dangerous.  They can often cause injury to the intestine. The new wound is small, and its rim is clean cut feel so sore that has been cut with a knife. Wound surface is clean and smooth. But if an old wound that wound grows bigger and the other is good. This wound is very deep and never grows so deep that it is the hole in the wall of the stomach. Table of Content Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu Issi marz mein amuman maiday ki pechalie dewar par ek do ya char anch ke zakam hota hain aur sahzonader maiday ki agle de

Canola Oil | Benefits | Cooking Oil | In Urdu

Canola Cooking Oil Canola Cooking Oil Benefits: Here we will discussed canola oil benefits and usage in life in Urdu. Cooking oil is used in our kitchens to fry or cook food. As far as its advantages are concerned it adds taste and flavor to dishes. It contains fats which are used by body to release energy which is needed for our daily work.  Its use is also very important in cold climates because fats contained in oil readily provide heat by burning calories and protects from cold.  Vegetable oil like olive oil, corn oil and sunflower oil are healthy because they contain polyunsaturated fatty acids which do not accumulate in body and do not cause high cholesterol levels in blood. But oil obtained from animal sources is very harmful; it is produced by melting of animal fat at high temperatures.  It cause the formation of clots in blood vessels and clog them and cause thickening of their walls and stop blood supply of organs resulting in high blood pressure, heart attacks and neu