Skip to main content

Cancer Of The Stoamch | Homeopathic Treatment | Cancer Ka Ilaj In Urdu

Cancer Of The Stoamch

Homeopathic Treatment OfCancer Of The Stomach: Here you will read about cancer of the stomach treatment of homoepathic (sartan maida) in Roman Urdu. This disease (cancer of the stomach) also are more women than men. This disease usually occurs after the age of 40. Adulteration of food in our country is concerned, everyone is aware that. Lacks modern treatment facility. Cancer that disease flourishes. When the diagnosis is cancer that has spread and no case, except that the surgery is not done.

Table of Content

Cancer Of The Stomach Ka Ilaj In Roman Urdu
Homoeopathic Treatment Of Cancer Of The Stomach In Urdu

Cancer Of The Stoamch Ka Ilaj In Urdu

Cancer Of The Stomach Ka Ilaj In Roman Urdu


Issi marz mein bhi kahtoon mardo ki ba nisbat zaida mubtila hoti hain.amuman ya marz 40 baras ki umar ke bad howa karta hai.humare mulak mein ghizoe mein melawat ka kay alam hai issi sa her koi ageye hai. Jaded elaj ki saholat ka faqdana hai. Zahir hai ya marz andar he andar nashonuma pata rahta hai. Jab taskish hoti hai to marz atna pehal chuka hota hai ka sewae sarjare ke aur koi surat nazar nahie ati. Maiday ka cancer qablie elaj hai. Agar marez dawa aur ghiza kahnea ke qable hai aur cancer na pura maiday ko lapate mein nahie liya hai. Lakin agar cancer ke akhar darjata ho yanie maiday kase cheeza ko qabol nahie karta her shea qea ke zariya nikla ati hai to issi surat mein ya qablea elaj hai.

Symptoms Of Cancer Of The Stomach

1. maiday mein kahna ke do ghunta bad dard hota hai.ya dard sewe chubnea ke sa hota hain dard jaln dar hota hain marz ke bahran ki sirat mein dard ek jaga thare jata hai.
2. marez ko dakrea ati hain mu sa pani ki thara ka mawad qea ke sath niklta hai jab marz tarakie karta jata hai to ghandi badboo dar ritabat kahtie boo wali nikla ti hai bad mein rangat ghare brown ho jati hai.
3. bad hazmi ke sath sath jisam sukta chala jata hai.chare kamzor mahsos hota hai.
4. maiday ke muqam par sujan mahsos hoti hai bazhir har jaga narm mahsos hoti hai lakin andar sa sakte hoti hai.
5. bhok ka katam ho jana aur wazan kam hota jana do aham bunyadie alamtea hain.
6. maiday nihyat ashas hota hai.kapro ka boj bhi bardisht nahi hot.
7. ankho ki safadie ki randat seap ke motie ki rangat ki tahra hoti hai.
8. zaban ki almat nihyat aham hain zaban ki rangat brown salati rang ki liya hoe safad hoti hai.issi par gandumie  sa zard rang ki meal chare hoti hai.
9. agar zaban surak pahpelie sa gharae surak rangat ke lie ho to samaj lana cheiya ke marz tarakie kar ke akhre darja tak pounch chuka hai.
10. marez ki nabaz kamzor magar taz hoti hai.
 
Causes Of Cancer Of The Stomach
1. chai ya coffie ka ba tahsha istmal her waqt kuch na kuch kahtea rahna jis sa maiday ke aza kamzor hota jati hain aur maiday ke aza par boj parta hai.
2. khali pait ya kahnea ke foran bad jamei sa parhaz karna cheiya ek do bar karna sa to faraq nahie parta magar bar bar issi ko dohranie sa maiday par boj parta hai aur ulcer ya cancer ki surat mein issi ka kamyaza uthan parta hai.
3. ya morase bemare hai.werasat mein issi marz ka milna bhi ek bunyade sabab hai.
4. ghizea bad adiliyat zaida masla jat muragan ghiza tambakoo noshie ki kasrat maiday ka ulcer issi ke bunyadi asbab hain.
Precautions Of Cancer Of The Stomach
1. thanda dood jo feragie mein raka kar kya gaya ho bottle mein dal kar kub achie thra mix kar lie phir ek ek chamcha her do ghanta bad date rahie.issi thar ya dood hazam bhi ho jea ga jabkea aur koi ghiza hazam na ho ge.
2. jab maiday hazam hona ke qablie ho jea to phir marez ko pahalo aur sabzeyon ka juici bhi da sakta hain aur issi ke sath yakanie bhi istamal ho sakti hai.
3. jab maiday taqat pakrne shoro kar dea to chuza ya bakrea ke ghoust ka shorba peya sakta hai namak mercha barey naam milya jea lakin maslajat adrak wagera sa parhiza lazmie hai.
4. chai ya coffie sharba khori tambakoo noshie marez ke liya zahir sabat ho ga.issi sa pahraza lazmie hai.
5. marez ke kase qisam ki ghiza kahne par agar pait mein riya paida ho to wo ghiza marez ko nuksan da ge.asei tamam ghiza marez ke lie nuksan da hain.
Laboratory Tests Of Cancer Of The Stomach
 Issi marz ke lie maiday mein endoscopy dal kar andar ki tessuie ki byopsee ki jati hai jis sa pata chalta hai ka marez cancer ke marz mein mubtela hai.
RX
 ENDOSCOPY.
 FOR cancer STOMACH.


Homoeopathic Treatment Of Cancer Of The Stomach In Urdu


Acetic Acid 30,3x
Sard mashrobat sa azeyat sahdeed jaln ke sath peyaz ral bakasrat maiday nihyat zakiulhis jaln ke sath dard koh kuch kahya qea ho jae maiday ka cancer dakrea aur kahte qea mu mein jaln paida karna wali ral bakastat aye maiday aur chatte mein sahdeed jalna ke sath dard issi ke bad skin sard ho jea aur pashanie par sard paseena aye maiday mein hydocolrat acid ki meqdar barh jati hai.
Ammonium Mur 3x
 Jo kuch kahya paya qea ho jea karwe qea aur matlie dantoo sa katrana ka dard kahna kahnea ke foran bad pait ke baliea hisa mein dard maiday ka cancer.
Cadmium sulf 3x
 Maiday mein cancer ke lie bhtren dawa hai balie hisa dabne sa dukta hai zabardast matlie dakrea seeya qea kaf ke qea sabz mawad ki qea khoon kiqea sahdeed kamzore hoti hai pait nihyat zakiul his jaln aur ghutan ke sath dard hota hai.
Crotalus Horr 30
 Maiday ki cancer ke lie bhtrena dawa hai maiday mein kuch nahie thar ta kahya peya aur qea kar dea safara awe qea khoon ki qea daie karwat latne sa matliea shoro hoti hai aur phir ghare sabz rang ka mawad niklata hai seeya qewa rang ki qea pait ke balie hisa ka larza maiday mein bhrea kamzore jasa abhi gashie aje ge zahfa maiday ghoust sa nafrat.
Salicylicum Asid 3x
 Maiday mein cancer ya sarwasa zahkam jis mein jaln azeyat aur sensa badboodar aphar hota hai garm aur tarish dakrea ati hain ghanda kamera aur kahmer ke baz bad hazmi zaban ki rangat nile se yabakhnea se hoti hai.
Condurango 30 Q
 Maiday mein dard qea ki rukabat ke sath maiday mein zahkam ho maiday mein sakhtie ho meiday ke cancer mein mufaid taren hai.cancer ke dard ko dur karti hai khorak ki nali ka taskish issi ke sath sena mein jalna aur dard ashas hota hai ka kahya peya wahie rakh hai.
Hydrastis 30 3x
 Maiday kamzor ho zahkam ho ya maiday mein cancer ho teeno kafiyat ke lie mufaid taren dawa hai maiday mein musalsal taklefa ka ashas hazma kamzor hota hai zaiqa tahlq ho jata hai maiday mein dard ke sath ya mahsos hota hai ka koi sakhta nokile cheeza wah rakhie hai jis sa jan nikal rahe hai.pait ke balieya hisa mein tapkan roty ya sabzie na kahya sakh kamzore ke baz maiday kamzor ho rah ho bhtren dawa hai.
Ornithogalum Q
 Maiday ke cancer ke lie issi dawa na bhi bhot shoerat hassil ki hai.khas tor par maiday ka wo chad hai jo bara angle anta mein kholta hai.ghiza jab maiday ke nechalie chad sa guzarti hai to dard maiday barh jata hai badan lagar ho jata hai.pasena aur maiday mein taqlefa ka ashas rah karta hai jo kemaiday ke nichla chadie sa uthata hai.hawa maiday ke ek sera sa dusare sera tak harkat karti hai maiday mein zahkam aur akraj khoon qewa ke safuf jase mawad ki qea aphar gandi hawa ki dakrea bar bar ati hain.pait ke bliea hisa mein zabardast kamzore ka ashas.

Popular posts from this blog

Masanay Ki Kamzori Ki Alamat | Weakness Of Bladder | Masanay Ki Takleef In Urdu

Weakness Of Bladder - Masanay Ki Kamzori Ki Alamat Weakness Of Bladder: Weakness of bladder (masana ki kamzori ki alamat - masana kya hota hai) commonly known as men problem. Contiously urine is pass. In Urdu, here you will read about weakness of bladder (Masanay ki kamzori ki alamat). Table of Content Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Ka Desi Ilaj In Urdu Masanay Ke Mareez Ka Ilaj In Urdu Masanay Ki Kamzori Ka Desi Ilaj Masana Ki Kamzori Ki Alamat In Urdu Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Mardo mein masanay (bladder) ke masail khasay am hai. Khususan 50 saal ki umar ke bad inhe in masail ka ziyada samna hota hai. Raat mein pishab karne ke liye bar bar uthna parta hai. Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Urdu Masanay Ke Mareez Masanay Ka Ilaj In Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Din mein bhi aksar be tab hokar toilet ki tararf dorna parta hai. Baz okat pishab shuru karen tou diqat mehsos hoti hai aur takh...

Canola Oil | Benefits | Cooking Oil | In Urdu

Canola Cooking Oil Canola Cooking Oil Benefits: Here we will discussed canola oil benefits and usage in life in Urdu. Cooking oil is used in our kitchens to fry or cook food. As far as its advantages are concerned it adds taste and flavor to dishes. It contains fats which are used by body to release energy which is needed for our daily work.  Its use is also very important in cold climates because fats contained in oil readily provide heat by burning calories and protects from cold.  Vegetable oil like olive oil, corn oil and sunflower oil are healthy because they contain polyunsaturated fatty acids which do not accumulate in body and do not cause high cholesterol levels in blood. But oil obtained from animal sources is very harmful; it is produced by melting of animal fat at high temperatures.  It cause the formation of clots in blood vessels and clog them and cause thickening of their walls and stop blood supply of organs resulting in high blood pressure, heart a...

Gastritis Ulcer | Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu

Gastritis Ulcer Treatment Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer: Here you will read about Gastritis Ulcer treatment of homoepathic (zakham-e-maida) in Roman Urdu. The gastritis ulcer is usually 1 or 14-inch rear wall of the stomach wound, and a wound on the wall next to the stomach rarely occur. Which are very dangerous.  They can often cause injury to the intestine. The new wound is small, and its rim is clean cut feel so sore that has been cut with a knife. Wound surface is clean and smooth. But if an old wound that wound grows bigger and the other is good. This wound is very deep and never grows so deep that it is the hole in the wall of the stomach. Table of Content Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu Issi marz mein amuman maiday ki pechalie dewar par ek do ya char anch ke zakam hota hain aur sahzonader maiday ki agl...