Skip to main content

Brown Rice Benefits | Brown Chawal | Health | Roman Urdu

Brown Rice Benefits

Brown Rice Benefits: Here you will brown rice benefits and brown rice types in Roman Urdu. Brown rice is healthy alternatives of white rice. It is hot topic among nutritionists to use brown rice instead of ordinary white rice because of their countless health benefits. Ordinary white rice used for decades in our kitchens are refined and their outer layers are removed by machines; due to this refining process most of fiber and nutrients contained in outer layers are lost and remaining rice is full of only carbohydrates and minimum amount of nutrients. 

On the other hand brown rice are pure grains with lots of fiber, proteins and vitamins .They are also full of minerals and have no cholesterol and have only trace amount of sodium, that’s why it is useful and can be eaten by diabetics, heart patients, ad patients of suffering from high blood pressure. They are low calorie foods and high dietary fiber in them fulfills appetite and prevents obesity.

Brown rice is rich in omega 3 and omega 6 fatty acids which are heart friendly and delays aging process of vital organs. Milling and polishing of white rice results in loss of magnesium, selenium manganese, phosphorous and iron. In brown rice all these nutrients are conserved. These minerals play very important role in prevention of diseases some and cancers. Some of the phytonutrients present in brown rice have same nutritive value as we can get from eating fruits and vegetables. People are more aware of the benefits of brown rice now and their use is replacing the old tradition of eating processed white rice.

Table of Content
Brown Rice Benefits And Its Type In Urdu
Brown Rice In Various Forms Of Grain
Types Of Brown Rice
Eating Rice but Only 1 Bowl
Brown Rice It Is Good For Heart Disease Patient
Kheer, Khichri, Zarday Aur Gurr Wale Chawalow Se Agaz Kar Kay Dikhaye Brown Rice

Brown Rice Benefits In Urdu

Brown Rice Benefits And Its Type In Urdu


In this page, we are establishing benefits of brown rice and its type in roman Urdu.
Brown Rice In Various Forms Of Grain
Types Of Brown Rice
Eating Rice but Only 1 Bowl
Brown Rice It Is Good For Heart Disease Patient

Brown Rice In Various Forms Of Grain

Brown Rice Anaj Ki Mukhtalef Shakal
Zayeqe Par Na Jaye Aur Na Samjhota Kare Gizaiyat Par. Barazam aisihya ki nafss se zaid abadi apne khano mein chawal ko shamil karti hai chawal ki kai iqsam hai hum pakistani purane chawal ko bohat shuq aur ahtemam se pakate hai aam roz mara kay khano kay ilawa har taqreeb har mouqa par anwah-o-iqsam ki dishes ki jati hai aur hamare dastar khuwan chawalo ko pakane aur khane ka zouq rakhne kay liyeh Polished Aur Refined yani safaid chawalo ko bohat mehbob rakhte hai aur in hi ka intehkhab karte hai.

Bharte huwe aur nawazda bacho ki gizai zarurat kay liye rice ubalte waqt pani mein he khusq kiy ajata hai kay is pani mein gizaiyat zaya na hone paye amm tour par pani phek kar rice ko dum lagadiya jata hao ta kay in ka badi pan zaya na hojaye bohre yani brown chawalow ko awami maqboliyat nahi milli jab kay is ki gizaiyat milli mein proucd shuda safaid chawalo se kahi zada hai safaid chawalo ki upri teh se bran aur bich yani germ alehda kardiye jate haijan kay brown rice se sirf chilka alehda kiya jata hai.

"Brown rice is the good grain of our health."
Hararo kay nukta nazar dono chawal barabar ki tawanai mahiya karte hai ta hum safaid rice ko procecing kay bad agar ye fortified yani izafi vitamin kay bad zada taqatwar na ho to ye b hore rice ki nasbat kam tawanai par mushtamil hote hai dono mein carboxide mojud hai lakin brown rice mein raishe (faiber) calcium iron selisam magnines aur vitamin B1 B2 B3 aur B 6 kay elawa dairy protin aur Gammaoryzanol jese anasir kar inhe sehat bakash tar banadete hai.

Aik bat ka khayal rahe hkay brown rice pak kar safaid ki nasbat qadre zada hararow par mushtamil ho sakte hai maslan agar ap baghare huwe polao zarde ya kisi aur aisi hi shakal me chawal pakana chahe to in ko calreies khasi bhar jati hai aur ye zor-e-hazam nahi rehte wazan kam karna maqsad ho to ye chawal ubal kar istemal kiye ja sakte hai aur ye hi mutawazan intekhab ho sakte hai P M S system ko behal rakhne kay liye nujawan bachiyo aur khawaten ko ye hi rice istemal karna mofed hai.

Types Of Brown Rice

Yun bhi balogat ki umar mein har mouz aur khawaten kay mahana nizam mein chand aisi tabdeliya rohnuma hoti hai jin kay asrat amomami sehat par bala wasta tor par parte hai samjhdari aisi mein hai kay nujawan bachiuo aur khawateen ko safaid chawal kam se kam aur brown chawal aksar khane ko diye jaye in brown rice mein faiber aur calcium aise jaazwi hai jo P M S ko paichdegi aur kharabiuo par qabo pane ki umda sahaliyat rakhte hai gaiyna kologist bhi apne paisha warana raye mein hi dawa ajza ko giza ka hissa banane par zor dete hai.

Isi arze mein mubtelah bacho ko Giuten ahzam hone mein waqt hoti hai aur docter izafi adwiyat ko mutawazan karne ki imkan bhar koshish karte hai hum aur ap bacho ki gizai sata par yo mouaniyat kar sakte hai kay inhe ak tawanai murgi kam se kam khilaye kiun kay in murgiuo ko tejrati maqsad kay liye balogat ki taiz raftar procecs karte waqt har mouz kay maksos injections lagaye jate hai.
Jin se P M S ki pechdgiya bharti hai dusre agar wo safaid chawal bhi tawa utar se khate rahe to motape me shikar hojayegi is kay elawa mahana nizam ki be za lagi dard ki shikayat aur warm ki taqlaef kay azala kay liye gizaie ahteyat bohat zaruri hoti hai farmi murgi aur safaid chawalow ka zada istemal munasib nahi.

Eating Rice but Only 1 Bowl

Chawal Khaye Magar Sirf Ak Piyali Bhar
Apne upar ye rashan bandi karni hi parti hai khas kar is waqt jab hum mhuktalef arezo jin me wazan ki ziyati sir fehrast hai jesi surat e hal se guzarte hai brown chawalo kay ak cup me 210 calories shamil hoti hai jo ak waqt kay khane kay liye kafi hoti hai is kay bad maide me dusri aishiya kay liye jada banati hai yani thori adhi salad phal ya salan aur roti kuch bhi jo ap mazeed khana chahe.

Brown Rice It Is Good For Heart Disease Patient

Brown Chawal Dil Kay Amraz

Medical science ka dawa hai kay ak piyali bhar brown chawal khane wale dil kay amraze bache rehte hai ye dil ki sharyanow ki tangi dour karne wale ajza par mushtamil hoti hai shadit bimari ki surat me parhaizi giza tabiyat me char charapan paida karti hai bai pass kay mareezo ko agar ye brown chawal khilaye jaye to inhe badzayeqa lagte hai. Mahereen gizaiyatain ka kehta hai kay gizaiyat aur tawanai kay muzahir par samjhota na karna hi behtar hota hai ap zaiqa tashqeel dene ki suhlaiyat paida kare zahir hi kay safaid chawal khate khate brown khane pare to zaiqa acha nahi lagta agar ap adat astor karne kay liye adhi adhi piyali dono chawal khaye to tabiyat bohchal nahi hoti aur jis zaiqa ki taskeen bhhi ho rahegi.

Kheer, Khichri, Zarday Aur Gurr Wale Chawalow Se Agaz Kar Kay Dikhaye Brown Rice
Ye brown chawal ap ko acha zaiqa bhi mohaiya kare ge aur in ka texture bhi acha hot ahai in chawalo ko pakane se ak se dher qabal bhigo dena kafi hota hai. 

Inhe sirf 6 mah tak mehfoz karne ki aham wajah in kay ezanshal faisty eids ka kuch hi arse me oxidise me m badal jata hai agar ap ne zada maqdar me brown chawal khared liye hai to inhe air tight kantero me rakhde frig me rakhde aur chahe to ak baras tak thora thora pakane kay liye nikali rahe ye taza aur sehat baksh gizaiyat kay hamil rahege arse kay liye store karne ka mashwara nahi dete is tarha rakhe rehne se bhi khurat gair muyari aur nakas ho sakti hai.

Jo kuch khaye koshish kare taza kharede aur zarurat kay hisab se kharede kiya hi acha ho kay naqamiyati tareqa kasht kari se hasil hone wala anaj aur sabziya istemal ki jaye aj kal docters aur maheren gizayat brown rice ki tareef kar rhe hai kay majmoi tour par tagziye ka behtren zariya hai wo kehte hai kay brown chawal aur aam tour par khane jane wale safaid rice me sirf rang ka farq nahi bal kay safaid chawalo me dar ahqiqat darjan bhar giza ajza apni zarurui miqadar se kam hote hai.

Rice chand marhala se guzar kar rakhne kay liye tayar kiye jate hai khait se dehan ki shakal me katne kay bad machin me dal kar is ka beroni chilka utara jata hai aur pher ise polish karte hai lakin is pure ammal me rice kay vitamin B 3 ka 90 fisad megniz iyam ka insaf hissa fasforis ka adah hissa aron ka 60 fisad hisa aur is kay ghiza raishe ka kul hissa zaya ho jata hai naiz is kay lazim rogni taizab bhi sub se khatam hojate hai ak sehat mand asbi nizam kay liye megniyam lazmi aur ak ache kolistrol kopaidawar kay liye bhi aham haijo hamara jism jinsi harmon banane kay liye istemal karta hai.

Comments

Popular posts from this blog

Masanay Ki Kamzori Ki Alamat | Weakness Of Bladder | Masanay Ki Takleef In Urdu

Weakness Of Bladder - Masanay Ki Kamzori Ki Alamat Weakness Of Bladder: Weakness of bladder (masana ki kamzori ki alamat - masana kya hota hai) commonly known as men problem. Contiously urine is pass. In Urdu, here you will read about weakness of bladder (Masanay ki kamzori ki alamat). Table of Content Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Ka Desi Ilaj In Urdu Masanay Ke Mareez Ka Ilaj In Urdu Masanay Ki Kamzori Ka Desi Ilaj Masana Ki Kamzori Ki Alamat In Urdu Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Mardo mein masanay (bladder) ke masail khasay am hai. Khususan 50 saal ki umar ke bad inhe in masail ka ziyada samna hota hai. Raat mein pishab karne ke liye bar bar uthna parta hai. Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Urdu Masanay Ke Mareez Masanay Ka Ilaj In Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Din mein bhi aksar be tab hokar toilet ki tararf dorna parta hai. Baz okat pishab shuru karen tou diqat mehsos hoti hai aur takh

Gastritis Ulcer | Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu

Gastritis Ulcer Treatment Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer: Here you will read about Gastritis Ulcer treatment of homoepathic (zakham-e-maida) in Roman Urdu. The gastritis ulcer is usually 1 or 14-inch rear wall of the stomach wound, and a wound on the wall next to the stomach rarely occur. Which are very dangerous.  They can often cause injury to the intestine. The new wound is small, and its rim is clean cut feel so sore that has been cut with a knife. Wound surface is clean and smooth. But if an old wound that wound grows bigger and the other is good. This wound is very deep and never grows so deep that it is the hole in the wall of the stomach. Table of Content Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu Homeopathic Treatment Of Gastritis Ulcer In Urdu Gastritis Ulcer Ka Ilaj Homeopathic Se In Urdu Issi marz mein amuman maiday ki pechalie dewar par ek do ya char anch ke zakam hota hain aur sahzonader maiday ki agle de

Canola Oil | Benefits | Cooking Oil | In Urdu

Canola Cooking Oil Canola Cooking Oil Benefits: Here we will discussed canola oil benefits and usage in life in Urdu. Cooking oil is used in our kitchens to fry or cook food. As far as its advantages are concerned it adds taste and flavor to dishes. It contains fats which are used by body to release energy which is needed for our daily work.  Its use is also very important in cold climates because fats contained in oil readily provide heat by burning calories and protects from cold.  Vegetable oil like olive oil, corn oil and sunflower oil are healthy because they contain polyunsaturated fatty acids which do not accumulate in body and do not cause high cholesterol levels in blood. But oil obtained from animal sources is very harmful; it is produced by melting of animal fat at high temperatures.  It cause the formation of clots in blood vessels and clog them and cause thickening of their walls and stop blood supply of organs resulting in high blood pressure, heart attacks and neu