Skip to main content

Breast Cancer| Breast Cancer Symptoms In Urdu| Causes | Aurton Mein Chati Ka Sartan

Breast Cancer Symptoms In Urdu

Breast Cancer Causes And Symptoms: Here you will read about breast cancer causes and symptoms in urdu (chati ka sartan) in Roman Urdu. Breast cancer can be defeated. The word cancer is generally considered dangerous. This is usually death, in medicine in the past because of her incurable disease was considered a sure, but now many effective treatments that medical research has discovered of which the most important are the ways by which time it has been possible to trace. The disease is treatable. Breast cancer is a compatible woman mean. They like men smoking is cancer of the lungs, but the main cause of their deaths is breast cancer.

Table of Content
Cancer Causes And Symptoms In Urdu
Aurton Mein Chati Ka Sartan In Urdu
How To Avoid Breast Cancer? In Urdu



Breast Cancer Causes And Symptoms - Chati Ka Sartan In Urdu

Cancer Causes And Symptoms In Urdu

Aam toor par sartan ka lafz bohat khatar naak samjha jata hai. Iss lafz ka matlb hai keh baleem mout hai. Maazi mein tab mein bhi is ka naqble ilaj honay ki wajah se aik yaqeeni mulk marz qarar diya jata hai. Lakin ab tabi teqeeq naay iss chati ke sartan ke kahi ilaj moser tareeqay daryaaft kar liyeh hain jin mein sab se ahem jaded tareeqay hain jin ke zariye se se iss ka bar waqt khooj mumkin hogaya hai. Iss ke bad yeh marz qabil-e-ilaj hai.

Aurton Mein Chati Ka Sartan In Urdu

Aurton mein chati ka sartan aam hai. Inain bhi mardon ki tarah tambco noshi ki wajah se lungs ka sartan lahaq hota hai. Lakin in ki mout ka ehem sabab chati aur fem reham ka sartan hota hai. Chunacha aurton mien lungs ke bad yeh sartan mout ka dosra sab se ehem sabab qarar dia jata hai aur is ski 80% mareez aurton ki umaray 50 saal se zaida hoti hai.

How To Avoid Breast Cancer? In Urdu

Chati ke Sartan Se Bachnay Ki Taberay!

1. Sharab Aur Tambco Noshi Na Karain
Agarcha aurton tambco noshi kam karti hai. Balqoos Muslim khwateen iss se mehfooz samhi jati thi, lakin ab yeh surat hal nahi hai. Sharab noshi ghair muslim mulkon ki khwateen ke ilawa nowajono azad khayal muslim aurton mein bhi bhar rahi hai. Issi tarah tambco noshi aur tambco khoori se bhi bachna zarori hai.

2. Eat Fruits Much – Phal Zaida Khayae
Chati ke Sartan se honay wali char mein se ik mout ki waja ghiza ajazah ki qilat hoti hai. Jism ko lateef ghizae ajzah ki farhami ka bhetreen zariye phal hotay hai. Haiwani chiknae chati ke sartan ka aik ehem saba banti hai. Jism mein jama charbi mein estrogen mojood hota hail akin iss ka matlab yeh nahi hai keh motapa muslat karlia jaye . Koishish yeh karna chahaye keh zaida se zaida phal khayae jaye. Isse fruits khaye jaye jis se charbi na ho. 

3. Drink More Water – Pani Zaida Pijiye
Lungs aur skin ki sehat aur inaan chust rakhnay ke lieyh pani ka andhoroni aur baironi istemaal bohat zarori hota hai. Din mein kam az kam 8 se 10 glass pani piya jasakata hai. 

4. Reduce Weight – Wazan Kam Karaye
Wazan mein iszafa bohat hi nuqsan dy sabit hosakta hai. Wazan zaida honay ki waja se bhi til mein phatri ya chati ke sartan mein mutbla hoskta hai. 

5. Mineral Salt Reserve Cancer – Madni Namk Sartan Se Mehfooz Rakhtay Hai
In mein digar madni namak ke ilawa seeli neem khas tor par aik ehem mahnah takseed sabit hota hai. Yeh jism ko free radicals ke muser asraat se mehfooz rakhta hai. 

Comments

Popular posts from this blog

Benefits Of Aloe Vera | Aloe Vera Ke Faide | In Urdu

Aloe Vera Benefits And Wonder Benefits Of Aloe Vera: Here you will read about benefits of aloe vera in Urdu. Aloe Vera is the ancient plant. Aloe Vera has many benefits for skin, face, health and diseases. In Urdu, we are disusing about benefits of aloe vera in our life. An innovative plant, scar on face, clean with Aloe Vera. Care of hairs with aloe vera. Cleaning of hand with Aleo Vera. Powerful from Aloe Vera. Irritation away from Aloe Vera. Aloe Vera juice is very good for health. For the development of body use Aloe Vera daily. Aloe vera remove away acidity after drinking meal. Aloe Vera is also gaining weight after a long time sickness. Aloe vera away from many diseases. Aloe vera also care your teeth. Table of Content Aloe Vera Benefits In Roman Urdu What is Aleo Vera? Scar On Face, Clean With Aloe Vera In Urdu Care Of Hairs With Aloe Vera In Urdu Cleaning Of Hand With Aleo Vera Powerful from Aloe Vera Irritation Away From Aloe Vera Aloe Vera Juice In Urdu For The Development...

Masanay Ki Kamzori Ki Alamat | Weakness Of Bladder | Masanay Ki Takleef In Urdu

Weakness Of Bladder - Masanay Ki Kamzori Ki Alamat Weakness Of Bladder: Weakness of bladder (masana ki kamzori ki alamat - masana kya hota hai) commonly known as men problem. Contiously urine is pass. In Urdu, here you will read about weakness of bladder (Masanay ki kamzori ki alamat). Table of Content Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Ka Desi Ilaj In Urdu Masanay Ke Mareez Ka Ilaj In Urdu Masanay Ki Kamzori Ka Desi Ilaj Masana Ki Kamzori Ki Alamat In Urdu Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Mardo mein masanay (bladder) ke masail khasay am hai. Khususan 50 saal ki umar ke bad inhe in masail ka ziyada samna hota hai. Raat mein pishab karne ke liye bar bar uthna parta hai. Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Urdu Masanay Ke Mareez Masanay Ka Ilaj In Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Din mein bhi aksar be tab hokar toilet ki tararf dorna parta hai. Baz okat pishab shuru karen tou diqat mehsos hoti hai aur takh...

Dry fruits | Dry Fruits Benefits | Roman Urdu

Dry Fruits Benefits Dry Fruits Benefits: In this page, we are establishing dry fruits benefits in Urdu. Dry fruits are preserved forms or seeds of juicy fruits and contain all the nutritional value of fruits. Commonly used dry fruits are almonds, apricots, resins, walnuts, cashew nut, pistachio and dried dates. Dry fruits are high calorie foods; they provide sustained energy especially in cold weather that’s why these are mostly used in winter. These are called brain foods because they contain numerous vitamins and substances called flavenoids essential for brain functions like memory, attention, concentration and intellect. Dry fruits are also good source of fiber; dates are excellent for relieving constipation. Dates also contain iron and prevent iron deficiency; dried dates are also effective for sexual disorders like decreased libido or sexual desire and infertility. Walnuts are very effective in nerve disorders like muscle weakness, paresthesia or abnormal sensations in body an...