Skip to main content

Blueberry Benefits | Blueberry In Urdu | Usage | Properties | Roman Urdu

Benefits Of Blueberry

Benefits Of Blueberry: Blueberry agriculture in America as well as in different countries.in America it is used in various types of food. Berry’s leaves are also used in medicine, can be use for skin tanning purposes.
Blue berry is related to bill berry family. Both have almost same properties in food and in medicine. Its fresh taste is really awesome.it can be used in different foods like cheesecake, blue berry bun, blue berry cake, jam jelly.
Its juice and its jam and jelly very tasty, as compared to other jam and jellies the amount of sugar that use in its preparation is less.
Properties Of Blue Berry Fruit
Its taste is sweetish, color is blackish blue.
Roots Of Blue Berry
Its roots are small around 24iches, hard and tough.
Gradually when it rips, its color changes.

Benefits Of Blue Berry
1. It is very useful in constipation.
2. It controls blood pressure; its leaves are very useful to cure the diabetes, anemia, maturation problems as well.
3. Blue berry flowers are used in hemorrhoids, burns, eczema and various skin problems.
Blue berry juice cures swollen eyes; it has anthocyanids that regulates the peripheral circulation.

Usage Of Blueberry
Its leaves, fruits, and flowers are use for various purposes.
In this page you will read about blueberries benefits in roman Urdu.

Table of Content
Blueberry Food as well as Medicine In Roman Urdu
Benefits Of Blueberry In Roman Urdu
Properties Of Blueberry In Urdu
10 "BENEFITS OF BLUEBERRIES" For Health !

blueberry in urdu

Blueberry Food as well as Medicine In Roman Urdu
Benefits Of Blueberry In Urdu

America kay ilawa Blueberry duniya kay bohat sey khaton mein kasht ki jati hai/ Americi issay muktilif pukwano ki tayaari mein istemaal kartay hain. Berry aur iss kay leaves mein medicine ki khasiyaat pahi jati hain. Leaves ko pees kar lab karnay sey skin sey kahii shikayaat dur hojati hain. Blueberry ka taluq Bill Berri sey hai. In donu ki food aur medicine ki khasiyaatain bhi taqreban aik jaisi hoti hain. Taaza halat mein khain tuo bara maza daiti hain. Innain refrigerator mein kahii roz tak rakha jasakta hai aur in sey kahaii qism ki khanay penay ki ashiya tayaar ki jati hai.

Maslan Blueberry cheesecake, Blueberry bun, Blueberry cake wagaira. Blueberry juice aur jam ki tayari kay liyeh nihayaat mozoon aur lazeez hoti hain. In ki tayaari kay liyeh aur cheezon kay muqablay mein sugar bhi kam darker hoti hai. Tayaar kartay waqt in mein tohra lemon ka juice shaamil karlia jaye tuo zaiqa aur bhi nikhar jata hai. innain dosray juices kay sath bhi shaamil kiya jasakta hai. Innain putting aur dahi mein shaamil karnay sey maza dobala hojata hai.

Benefits Of Blueberry In Roman Urdu

Bill Berri ki tarah Blueberry qabz aur sard taseer rakhti hai. Iss mein peeshab khul kar lanay ki khasayat hoti hai. Zaidah miqdar mein iss ka istemaal qabz khuska hota hai.Blueberry sey tayaar ki gae ashiya kay istemaal sey barah blood pressure mumool par asakta hai. Issi trah Diabetics mein iss kay leaves sey blood mein sugar ki setha kam hosakti hai. Yeh isstisqa yahnii jism mein pani bhar janay, blood ki kami, peeshaab ki shikayaat aur paishish kay liyeh bhi mufeed sabit hoti hai. Blueberry kay flowers ka goday ka lab, bawaseer, jalnay jalsnay kay zaqaam, eczema aur skin ki deegar shikayaat kay liyeh mufeed hota hai. Iss kay leaves kay joshandayki kiliyaan soojay hawaye masooray aur muhn ki deegar takaleef kay liyeh mufeed sabit hoti hain.

Blueberry ka juice mein sooji hui ankhain theak karnay ki taseer hoti hai. Blueberry sey hasil kardah ajzah mein khaas toor par Anthocyanidins qabil zikar hai, jis kay istemaal sey duraan-e-khoon peripheral circulation theak rehta hai aur skin ko jirriyon sey mehfooz rakhnay walay juzo ko Collagen ki miqdar bhi durust aur barqarar rahti hai. Issqarwahi ka marz hayaateen jeem ki kami sey khaas toor par mul hunk o mazoor kardaita hai. Goya Blueberries iss hayaateen ki farhami ka bhi bhetreen zariya hain. Iss sey ghera neela rung bhi tayaarkiya jata hai.

Properties Of Blueberry In Urdu

Iss kay leaves kay chabanay ya joshanday peenay sey diabetics kay ilawa khoon ki kami, jism mein pani bhar janay oedema, paishish, ishaal aur peeshaab-o-gurdon ki takaleef dur hojati hain. iss khaas toor par gurdon ka infection ka mosair ilaaj samjah jata hai. Iss kay fruits ka goda lagnay sey bawaseer, jalnay kay zakam, eczema aur skin ki deegar takalif theak hojati hain.
Iss kay joshanday ki kaliya masoorahoon kay waram aur muhn anay jaisi shikayaat kay liyeh mufeed hoti hai. Iss mein typhoid aur bari aant kay jarasium khutum karnay ki sulait bhi hoti hai. Iss kay extract mein bareek rughon mein khoon ka duran bhahaal rakhnay ki sulait bhi pahi jati hai. Iss trah skin ko jalan setha bhi barqarar rahti hai.

Blueberry Fruit Hai 

Iss ka zaiqa sheerain, rungat neeli siyah hoti hai. Yeh garmiyoon kat akhair mein pukti hain.
Roots Of Blueberry In Urdu
Is ski roots rohiain kay baigair, chuti aur sakht aur 24 inches tak lambi hoti hain.
Leaves Of Blueberry In Urdu
Iss kay leaves chamak dar sabz, bawasi shakal kay aur dhatal chootay aur dabdanay dar kinray walay hotay hain.
Blueberries Color
Blueberries joh joh pukti hain, in ka color badlata jata hai

Comments

Popular posts from this blog

Benefits Of Aloe Vera | Aloe Vera Ke Faide | In Urdu

Aloe Vera Benefits And Wonder Benefits Of Aloe Vera: Here you will read about benefits of aloe vera in Urdu. Aloe Vera is the ancient plant. Aloe Vera has many benefits for skin, face, health and diseases. In Urdu, we are disusing about benefits of aloe vera in our life. An innovative plant, scar on face, clean with Aloe Vera. Care of hairs with aloe vera. Cleaning of hand with Aleo Vera. Powerful from Aloe Vera. Irritation away from Aloe Vera. Aloe Vera juice is very good for health. For the development of body use Aloe Vera daily. Aloe vera remove away acidity after drinking meal. Aloe Vera is also gaining weight after a long time sickness. Aloe vera away from many diseases. Aloe vera also care your teeth. Table of Content Aloe Vera Benefits In Roman Urdu What is Aleo Vera? Scar On Face, Clean With Aloe Vera In Urdu Care Of Hairs With Aloe Vera In Urdu Cleaning Of Hand With Aleo Vera Powerful from Aloe Vera Irritation Away From Aloe Vera Aloe Vera Juice In Urdu For The Development...

Masanay Ki Kamzori Ki Alamat | Weakness Of Bladder | Masanay Ki Takleef In Urdu

Weakness Of Bladder - Masanay Ki Kamzori Ki Alamat Weakness Of Bladder: Weakness of bladder (masana ki kamzori ki alamat - masana kya hota hai) commonly known as men problem. Contiously urine is pass. In Urdu, here you will read about weakness of bladder (Masanay ki kamzori ki alamat). Table of Content Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Ka Desi Ilaj In Urdu Masanay Ke Mareez Ka Ilaj In Urdu Masanay Ki Kamzori Ka Desi Ilaj Masana Ki Kamzori Ki Alamat In Urdu Masana Ki Kamzori Ki AlamatIn Roman Urdu Mardo mein masanay (bladder) ke masail khasay am hai. Khususan 50 saal ki umar ke bad inhe in masail ka ziyada samna hota hai. Raat mein pishab karne ke liye bar bar uthna parta hai. Masana Ki Bemari In Urdu Masana Ki Takleef Urdu Masanay Ke Mareez Masanay Ka Ilaj In Urdu Masana Ki Bemari In Urdu Din mein bhi aksar be tab hokar toilet ki tararf dorna parta hai. Baz okat pishab shuru karen tou diqat mehsos hoti hai aur takh...

Dry fruits | Dry Fruits Benefits | Roman Urdu

Dry Fruits Benefits Dry Fruits Benefits: In this page, we are establishing dry fruits benefits in Urdu. Dry fruits are preserved forms or seeds of juicy fruits and contain all the nutritional value of fruits. Commonly used dry fruits are almonds, apricots, resins, walnuts, cashew nut, pistachio and dried dates. Dry fruits are high calorie foods; they provide sustained energy especially in cold weather that’s why these are mostly used in winter. These are called brain foods because they contain numerous vitamins and substances called flavenoids essential for brain functions like memory, attention, concentration and intellect. Dry fruits are also good source of fiber; dates are excellent for relieving constipation. Dates also contain iron and prevent iron deficiency; dried dates are also effective for sexual disorders like decreased libido or sexual desire and infertility. Walnuts are very effective in nerve disorders like muscle weakness, paresthesia or abnormal sensations in body an...