Benefits Of Pineapple
Benefits Of Pineapple : Here you will read about Benefits Of Pineapple Ananas Ke Fawaid In Roman urdu. Pineapple summer syrup thirst In addition to refreshing the mind is a burden.
Table of Content
Benefits Of Pineapple In Roman Urdu
Health Benefits Of Pineapple Ananas Ke Fawaid In Roman Urdu
Benefits Of Pineapple In Roman Urdu
Health Benefits Of Pineapple
Ananas Ke Fawaid Aur Ananas Ka Sahi Istemaal
Ananas ka garmiyon ke mosam main sharbat peenay se dil o dimagh ko farhat hasil honay ke elawa piyaas bujh jati hai. Meday aur jigar ki garmi ko taskeen deta hai aur peeshab khoob lata hai. Agar kisi shaks ka gurda yaa masanay main patri ho yaa peeshab main rait kharij hoti ho toh peeshab lanay ki wajah se dabal faida ponchta hai. Is ke liye aam tor par ananas nikaal kar is main hisab pasand sugar mila kar peetay hain.
Badhazmi k liye ananas ki phaankay kijiye. Ab kali mirch aur phahri namak pees kar charak dijiye. Is ke baad anch par garm kar k kha lijiye. Badhazmi dur ho jaye gi.
Jo log ananas istemaal kartay hain. Khnaq jesay marz se mafooz rehtay hain. Ananas ke istemaal se hayateen ki kudrati kami nahi hoti.
Ananas aazaye rayisa dil o dimagh ko aur jigar ko quwat bakshta hai aur hayateen J vitamin C ki wafar miqdaar honay ki wajah se dantoo aur masooro ke amraz main mufeed hai khoon taza paida karta hai jis sa sehat behtar hoti hai. Jild ki ranggat nikharti hai. Khali pait istemaal naa karen.